Daura e Hadith [8th Year] Books & Shuroohat
دورہؑ حدیث کتابیں مع شروحات
157 responses
-
Assalamu’alaikum Warahmatullahi Wabarakaatuh
Thank
I like your blog
Wassalam -
Al fiqa e mayessar upload kare to maharbaani hogi.
-
Assalamu alaikum….
Plz al qiraturrashida ki sharah 2nd jald publish kijye…..
-
Mazerat,
Maojood nhi na hard na soft me.
mil gai to zaroor.
-
-
Salam dear admin you did a great job this very useful for all of us..
-
khaza in sunan maulana sarfraz khan safdar ra ke mil sakti hai
-
Assalamualikum v.v baad Salam ummid hai ke aap ke mizaj bakhairo aafiyet honge Allah aap Ki in kavishaat ko qubooliaat se nawaze al hamdulillah aap Ki bohot si shoroohaat se faida uthaya bas aap Ki khidmet men is nachiz Ki aik iltija ye he ke Muslim Sharif ka Jo muqaddema hai uski Urdu shareh moulana Saeed sahab d.b ne likhi hai usko bhi uplode fermaen allab taala aap ko darain men iska behtarin badla Ata fermaega
Ummid hai ke nachiz Ki is derkhast ko sherfe qubuliet se nawazenge or shukriya ka moqa inayet fermaenge
Faqat wassalam-
W Salam,
Mohtaram, meri shuru se hi koshish hi k koi b munasib kitab share karnay se reh najaye, islaiye maray pas maojood tamam kitaben is page par maojood hin.
Mazkoora kitab filhaal maojood nhi na hard copy ki soorat main awr na soft copy ki soorat main, agar milgai to pehli fursat me upload ki jayegi kionke daoran e talib elmi is se istifaday ka moqa mila tha, mukhtasar andaz me betareen khulasa hi.
Doaon ki darkhwast hi.
-
-
Can you pleases uploading kitaabs of the sheikhayn Molana Musa Ruhani bazi and Molana Sarfaraz safdar.
Jazakallah bro
May Allah Jannat you. -
Qatar un nida ki koi urdu shara achi wali hy….
-
gjfkfhfcdbd
-
janab on line arbi seekhna ki koi tarteeb ha to batain
-
Filhal to koi tarteeb nhi, islie mazerat
rabte me rahen agar tarteeb ban gai to ittela de jayegi.
-
Leave a Reply