
امتِ مسلمہ کی زبوں حالی پر اہلِ علم و دانش بے چین و مضطرب دکھائی دیتے ہیں اور فکری آبیاری کے لیے عملاً کام کرنا چاہتے ہیں، لیکن شخصیت سازی کے اسلوب سے عدم واقفیت کی وجہ سے مؤثر دینی کام نہیں کر پاتے۔ عملی میدان میں پیش آمدہ مشکلات کے باعث انہیں ایک ایسے مربی کی تلاش ہوتی ہے جو عملی کام کے تقاضوں اور اسالیب سے آگاہ کرے اور ان کی صلاحیتوں کو بروئے کار لاتے ہوئے مثبت دینی کام میں لگا دے۔
اسی ضرورت کے پیشِ نظر عملی کام کا تجربہ رکھنے والے علماء و فضلاء کے لیے یہ مختصر کورس مرتب کیا گیا ہے، تاکہ انہیں دورِ حاضر کے چیلنجز سے روشناس کرایا جائے اور مؤثر دینی خدمت کا طرز سکھایا جائے، تاکہ وہ اپنی ذات کو معاشرے کے لیے نافع و مؤثر بنا سکیں۔
رجسٹریشن و تفصیلات
albn.org/ulama



![Al Mufassal Ala Tafseer e Jalalain (Arabic) المفصل فى التفسير Al Mufassal Ala Tafseer e Jalalain [Arabic] - المفصل فى التفسير عربی](https://besturdubooks.net/wp-content/uploads/2021/11/Al-Mufassal-Ala-Tafseer-e-Jalalain-200x300.jpg)








Sania aama rabia or sadsa k 10 sala peper ki link send kr dain shukria
Asalamu alikum mujhy kce musnad aalym ke wakeya krbala mukml tafceel ky sath saheye
W Salam,
link par maojood kitab k bare me suna hi k is maozoo par behtareen kitab hi, khud parhi nhi. islie apni zimadari par parhen, agar aap ko is maozoo me dilchaspi hi to is kitab ko parhnay k bad apni tasuraat se aagah kijiega. Shukria
http://www.aqeedeh.com/down/type/pdf/file/waqiyee-karbala-Ur-PDF.pdf
Assalamualaikum… Kya jalalain shareef ki arabi sharh حاشية الصاوي aur الفوز الكبيرki arabi sharh العون الكبير dastyaab hosakti hai Internet ki kisi website par…
السلام عليكم ورحمة الله وبركاتة… Maa sha Allah Allah tabarak wa taala aap hazraat k is kaar e khair ko qabool farmaye aur iski maqbooliyat ko aur aam faramaye…
Is aajiz ki dakhast hai,k tafseer ul jalalain ki mashoor arabi sharh حاشية الصاوي bhi daal De,bhot maqbool sharh hai aur shayad net par dastyaab bhi nhi hai,banda uski shadeed talash mein agar koi link waghaira uske mutallaiq maaloom ho to guzarish hai k ittela farmaye… Yeh aajiz aapka mamnoon hoga.
https://archive.org/details/HashiyatSawi
I need tafseer biyadwi with urdu
Find on Darja Maoqoof alai 7th year Urdu Shurohaat page in dars e nizami plz.
Please up load the book tayseer mistalihul hadith and mutawal and munazara rashidia
Tayseer Mustalah maojood hi Maoqoof Alai k nisab page par, Mutawwal Mantiq o Falsafa k page par maojood hi.
Munazar Rashidia k lie doa karen k haath lag jaye.
Assalamu alaikum
Bhai nukhba tul fikr ki koi urdu sharh ya tarjuma agar maujood ho to meharbani krk upload kr dijiye.
Allah apko behter badla ataa frmaye.
Shukriya.
09826480917
W Salam,
Darja sabea me maojood hin
Tasheel Al jalalin Maula Ajaz sahab ki upload kar den mehar baani hogi
Mazerat,
Mojood nhi is waqt. Agar milgai to zaroor.
Boot umdah websites hair. Main 3 sal se tauzeeh Para raha hon, lekin Jo shorohat yahan mili Hein, or kahin nahi mili. Jazak Allah khair.
Muje madarikut tanzil ki Sarah chahiye Mya mil sakti h.
link to download sharah of madarakut tanzil lil allahbadi alhindi4